Singer | Arijit Singh |
Music | Pritam |
Song Writer | Irshad Kamil |
Hawayein Song Lyrics:
Tuzhko main rakh loon vahaan
Jahaan pe kahin
Hai mera yaqeen
Main jo tera naa huaa
Kisi ka nahin
Kisi ka nahin
Le jaayein jaane kahaan
Hawayein hawayein
Le jaayein tujhe kahaan
Hawayein hawayein
Begaani hai yeh baaghi
Hawayein hawayein
Le jaaye mujhe kahan
Hawayein hawayein
Le jaayein jaane kahaan
Na mujhko khabar
Na Tuzhko pataa
Banaati hai jo tu
Woh yaadein jaane
sang mere kab tak chale
Inhi mein to meri
Subah bhi dhalein
Shamein dhalein
Mausam dhalein
Khayalon ka shehar
Tu jaane tere hone se hi aabaad hai
Hawayein haq mein
Wohi hai aate jaate jo tera naam le
Deti hain jo sadayein
Hawayein hawayein
Na jaane kya batayein
Hawayein hawayein
Le jaaye tujhe kahaan
hawayein hawayein
Le jaaye mujhe kahaan
Hawayein hawayein
Le jaayein jaane kahaan
na mujhko khabar
Naa Tuzhko pataa
Chehra kyun milta tera
Yun khwabon se mere
Ye kya raaz hai
Kal bhi meri na thi tu
Naa hogi tu Kal
Meri aaj hai
Teri hai meri saari wafayein vafayein
Maangi hai tere liye duaayein duaayein
Le jaaye tujhe kahaan hawayein hawayein
Le jaaye mujhe kahaan hawayein hawayein
Le jaaye jaane kahaan
hawayein hawayein
Le jaaye tujhe kahaan
hawayein hawayein
Download More Ringtone Hindi English Bollywood from Ringtonestar.net
ReplyDeletePost a Comment